• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jawan Tha Dil Na Tha Andesha-E-Sud-O-Ziyan Pahle

Jawan Tha Dil Na Tha Andesha-E-Sud-O-Ziyan Pahle

poet

javan tha dil na tha andesha-e-sud-o-ziyan pahle

vo the kya mehrban saara jahan tha mehrban pahle

koi manzil ho himmat chahiye sar ho hi jaati hai

magar luTte hain raste men hazaron karvan pahle

vo mir-e-karvan bhi ik na ik din ho ke rahte hain

jinhon ne muddaton chhani hai ḳhak-e-karvan pahle

ḳhudi jaagi uThe parde ujagar ho ga.iin rahen

nazar kotah thi tarik tha saara jahan pahle

vahi barq-e-tajalli sham.a hai mere shabistan ki

na la sakti thi jis ki taab shaḳh-e-ashiyan pahle

huun ab bhi pa-ba-gil taham bahut parvaz ki main ne

vo ab meri zamin hai tha jo mera asman pahle

nihan thiin dar-ba-dar ki Thokaron men azmaten ‘jami’

na tha is darja aa.ali tera andaz-e-bayan pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bujhi Hai Aag Magar Is Qadar Ziyaada Nahin

parveen-shakir

Aaj Ki Shab To Kisi Taur Guzar Jaegi

Marhale saKHt Bahut Pesh-E-Nazar Bhi Aae

poet

de Hashr Ke Wade Pe Use Kaun Bhala Qarz

poet

Kam Nahin Hum Bujhte Kabe Se Maikhane Ke Tain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet