• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahron Shahron Lashe Dekho Bikhre Hain

Shahron Shahron Lashe Dekho Bikhre Hain

shahron shahron lashe dekho bikhre hain

hakim mere shahr ke andhe gunge hain

rone ki avazen hain ki rukti nahin

hakim-e-shahr ye kis ke bachche bhuke hain

badle hain halat faqih-e-shahr ke bas

logon ke halat bhala kab badle hain

lagte hain phaldar shajar par shayad saanp

kheton men ab shayad patthar ugte hain

in ka jurm faqat tha sach se agahi

shahr ke chauk men ye jo do sar laTke hain

faisle apni maut ke ham ne ḳhud ‘safdar’

de kar vote haan apne hathon likkhe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Barmala Wo Bhi Agar Hum Ko Dagha Deta Hai

neena-sahar

Sapan Kitna Salona Chahti Thi

poet

Shohrat Hai Meri Sukhan-Wari Ki

Na Aana Tha Na Aaya Aane Wala

sahir-ludhianvi

Tod Lenge Har Ek Shai Se Rishta Tod dene Ki Naubat To Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet