• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phul Kaliyan Bhi Hum Bichhaenge

Phul Kaliyan Bhi Hum Bichhaenge

phuul kaliyan bhi ham bichha.enge

dil ki dharti ko yuun saja.enge

hijr kaTenge aur ḳhushi ke saath

ek do yaar bhi bana.enge

pyaar aafat hai is zamane men

har na.e shaḳhs ko bata.enge

minnaten baad men karenge tiri

pahle thoḌa sa haq jata.enge

apne hathon men sabz parcham hai

amn ke giit gunguna.enge

bosa lenge tiri jabin ka ham

ruThne par tujhe manaenge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Phir Usi Samt Hai Safar Mera

Waqt Ke Rangin Gul-Daste Ko Yaad Aaega ThanDa Hath

Zamin Aur Aasman Hone Se Pahle

Hasin Taj Ki Surat Ye Be-Sada Patthar

akhtar-shirani

Na Saz-O-Mutrib Na Jam-O-Saqi Na Wo Bahaar-E-Chaman Hai Baqi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet