• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / bigaDne Wala Kisi Din Sanwar Hi Jaega

bigaDne Wala Kisi Din Sanwar Hi Jaega

bigaḌne vaala kisi din sanvar hi ja.ega

mizaj-e-dost bil-aḳhir sudhar hi ja.ega

mariz-e-ishq abhi bekali men hai lekin

buḳhar ek din us ka utar hi ja.ega

jo phuul aaj sar-e-shaḳh hai mahakta hua

vo ek mauj-e-saba men bikhar hi ja.ega

guzar rahi hai pareshan zindagi lekin

chale chalo ki ye rasta guzar hi ja.ega

isi ḳhayal se neki zarur karti huun

ki buund buund se talab bhar hi ja.ega

jo gir ke raah men uThne ka azm rakhta hai

vo paar aag ka dariya bhi kar hi ja.ega

ye soch kar hi ravabit men ijz bhi rakhna

hai jis ki ḳhaak jahan ki udhar hi ja.ega

‘sabila’ ḳhvab men vo sair ko agar nikle

uḌan-khaTole pe pariyon ke ghar hi ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Nikalna Ho dil Se dushwar Kyun

Tum Apni Yaad Se Kah Do Na Jae chhoD Ke Dil

Us Bazm Mein Kya Koi Sune Rae Hamari

poet

Jo Hui So Hui Jaane do Milo Bismillah

Hawa-E-Sham Chale to Bikharne Lagti Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet