• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyon Kisi Se Ho Shikayat Aapko

Kyon Kisi Se Ho Shikayat Aapko

kyon kisi se ho shikayat aap ko

aap hi se hai mohabbat aap ko

har taraf raqsan fareb-e-iltifat

muskurane ki hai aadat aap ko

jaane kab tak sabr karna hai hamen

jaane kab hogi nadamat aap ko

quvvat-e-bardasht meri kam na ho

aur ḳhuda rakhe salamat aap ko

farq paḌta kuchh to karta arz kuchh

kya suna.un dil ki durgat aap ko

muskura deta huun main taklif men

aur ho jaati hai zahmat aap ko

kis ko ‘raghib’ ab vafa ka paas hai

kyon na ham samjhen ghanimat aap ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baiTha Hun Waqf-E-Matam-E-Hasti miTa Hua

parveen-shakir

Gae Mausam Mein Jo Khilte The Gulabon Ki Tarah

poet

Ab Raha Kya Jo luTana Rah Gaya

Diwar-O-Dar Sa Chahiye Diwar-O-Dar Mujhe

Wo Husn Ko Jalwa-Gar Karenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet