• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Ki Is bhiD Mein Kho Gae Jaane Kitne Log

Duniya Ki Is bhiD Mein Kho Gae Jaane Kitne Log

duniya ki is bhiiḌ men kho ga.e jaane kitne log

in ankhon se ojhal ho ga.e jaane kitne log

sadme sahte sahte saari umren biit ga.iin

aur zamin ko oḌh ke so ga.e jaane kitne log

kuchh logon ke ghar men utri ḳhushiyon ki barat

aur ghamon ke bojh ko Dho ga.e jaane kitne log

vaqt ke is bahte dariya men ḳhamoshi ke saath

apni naav aap Dubo ga.e jaane kitne log

ek nazar men us ne har ik dil ko jiit liya

ek nazar men us ke ho ga.e jaane kitne log

ashkon ki barsat men bah ga.i mahjuri ki raakh

apne dil ke daagh ko dho ga.e jaane kitne log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ke Shajar Ko KHun Se Gulnar Dekh Kar

poet

dur Aur Pas Ke Satae Hain

Kaisa Kaisa Dar Pas-E-Diwar Karna paD Gaya

majrooh-sultanpuri

Aa Nikal Ke Maidan Mein do-Rukhi Ke Khane Se

muneer-niyazi

Ek Main Aur Itne Lakhon Silsilon Ke Samne

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet