• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ku-E-Qatil Se Jo Guzrega Bikhar Jaega

Ku-E-Qatil Se Jo Guzrega Bikhar Jaega

ku-e-qatil se jo guzrega bikhar ja.ega

par yahan ḳhauf kise hai ki vo mar ja.ega

shahriyat ke jahan aa.iin se chhin jaa.en huquq

aisi tarmim se kya mulk sanvar ja.ega

haq ki avaz men avaz milate chaliye

karvan baḌhta rahega ye jidhar ja.ega

chal rahe hain jo andheron se muqabil ho kar

aḳhir-e-shab inhen paigham-e-sahar ja.ega

aaj bhi us ko himayat hai ḳhuda ki hasil

ban ke mish.al jo sar-e-rah-guzar ja.ega

jo jala.enge charaghon ko lahu se apne

un ke hamrah ujalon ka asar ja.ega

jo qadam uTThega ahkam-e-haqiqat pe ‘taraz’

us ki manzil pe ye anvar-e-safar ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badan Ko Wajd Tere Be-Hisab-O-Had Aae

Dil Ki Yaad-Dahani Se

Wo Meri Raaten Meri Aankhon Mein Aa Kar Le Gai

poet

Nahin Jo Daulat-E-Zad-E-Safar to Kya Gham Hai

Be-Laus Mohabbat Ka Sila DhunDh Raha Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet