• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hue Hain Ram Pitam Ke Nayan Aahista-Ahista

Hue Hain Ram Pitam Ke Nayan Aahista-Ahista

wali-mohammad-wali

hue hain raam pitam ke nayan ahista-ahista

ki jyuun phande men aate hain hiran ahista-ahista

mira dil misl parvane ke tha mushtaq jalne ka

lagi us shama suun akhir lagan ahista-ahista

gireban sabr ka mat chaak kar ai khatir-e-miskin

sunega baat vo shirin-bachan ahista-ahista

gul o bulbul ka gulshan men khalal hove to barja hai

chaman men jab chale vo gul-badan ahista-ahista

‘vali’ siine men mere panja-e-ishq-e-sitamgar ne

kiya hai chaak dil ka pairahan ahista-ahista

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Meri Chahat Pe Na Ilzam Lagao Logo

Badan Mein Rang Bhare Lahlha Rahe Hain Charagh

Kyun Malamat Ka Hadaf Gardish-E-Paimana Bane

ahmad-husain-mail

Hai Su-E-Falak Nazar Tamasha Kya Hai

Chala Hun Apni Manzil Ki Taraf to Shadman Ho Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet