• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Log Jis shaKHs Ko Sardar Bana Dete Hain

Log Jis shaKHs Ko Sardar Bana Dete Hain

poet

log jis shaḳhs ko sardar bana dete hain

apni taqdir ka muḳhtar bana dete hain

sher ka rishta kisi fikr se ho ya nahin ho

chand alfaz ise shahkar bana dete hain

tajarbe par hai na.e ilm ki buniyad sada

da.era dekh ke parkar bana dete hain

sahab-e-kun-fayakun mere bhi siine men utaar

lafz jo aag ko gulzar bana dete hain

itna asan nahin ye ishq dobara banna

aap kahte hain to sarkar bana dete hain

hami miTTi hain hami chaak hami kuza-gar

aap ko jo bhi hai darkar bana dete hain

apne darvaze pe ‘fa.ez’ hai shab-o-roz hujum

ham hain vo log jo kirdar bana dete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

adil-mansuri

Phir Kisi Khwab Ke Parde Se Pukara Jaun

abdul-hamid-adam

Tumhaare Husn Ko Meri Nazar Lagi Hai Zarur

Zehn-O-Dil Mein Kuchh Na Kuchh Rishta Bhi Tha

poet

Meri KHabar Na Lena Ai Yar Hai Tajjub

poet

Aahang Nai Rut Ka Mila Sham Se Pahle

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet