Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
waseem-barelvi

Shahr Mera

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Waseem Barelvi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

shahr mera udaas ganga sa

koi bhi aae aur apne paap

kho ke jaata hai dhoke jaata hai

aag ka khel khelne vaale

ye nahin jante ki paani ka

aag se bair hai hamesha ka

aag kitni hi khaufnak sahi

us ki lapton ki umr thodi hai

aur ganga ke saaf paani ko

aaj bahna hai kal bhi bahna hai

jaane kis kis ka dard sahna hai

shahr mera udaas ganga sa

More Poems

Rakh Udti Hui Baalon Mein Nazar Aati Hai

Tujhi Ko Jo Yan Jalwa-Farma Na dekha

Wo Masiha Qabr Par Aata Raha

Naseh Na Suna Sukhan Mujhe Jis-Tis Ke

Main Apne Azab Likh Rahi Thi

Kya Maza Ho Jo Kisi Se Tujhe Ulfat Ho Jae

Mohabbat Ki duniya Mein Mashhur Kar dun

dekhne Wale Ki Uljhan

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.