• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein

Shahr Ka Shahr Basa Hai Mujh Mein

shahr ka shahr basa hai mujh men

ek sahra bhi saja hai mujh men

ka.i din se koi avara ḳhayal

rasta bhuul raha hai mujh men

raat mahki to phir ankhen mal ke

koi sote se uTha hai mujh men

dhuup hai aur bahut hai lekin

chhanv is se bhi siva hai mujh men

kab se uljhe hain ye chehron ke hujum

kaun sa jaal bichha hai mujh men

koi aalam nahin banta mera

rang ḳhushbu se juda hai mujh men

aisa lagta hai ki jaise koi

a.ina TuuT gaya hai mujh men

aate jaate rahe mausam kya kya

jo faza thi vo faza hai mujh men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aae the Kyun Sahra Mein Jugnu Ban Kar

poet

Tum Munh Laga Ke Ghairon Ko Maghrur Mat Karo

Hum Ki Chehre Pe Na Lae Kabhi Virani Ko

Bedam Shah Warsi

Parde Uthe Hue Bhi Hain Unki Idhar Nazar Bhi Hai

asrarul-haq-majaz

Saqi-E-Gulfam Ba-Sad Ehtimam Aa Hi Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet