• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushk Palkon Ko Tere Dar Pe Bhigone Aaya

KHushk Palkon Ko Tere Dar Pe Bhigone Aaya

ḳhushk palkon ko tire dar pe bhigone aaya

ek muddat se jo roya na tha rone aaya

janta huun ki nikalna hai yahan se mushkil

aaj ankhon men tiri ḳhud ko main khone aaya

jis ke papon ke liye laakh samundar kam hain

ek dariya men gunahon ko vo dhone aaya

zindagi men jo sukun se na kabhi sota tha

oḌh kar aaj kafan qabr men sone aaya

chhup ke karta hai daraḳhton ke lahu ka sauda

aap ke samne paudon ko jo bone aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aarif Azal Se Tera Amal Mominana Tha

Gulshan Ka Sana-KHwan Hun Bayaban Mein paDa Hun

Kirdar Kah Rahe Hain Kuchh Apni Zaban Mein

poet

Tauba Ka Pas Rind-E-Mai-Asham Ho Chuka

poet

Jahan Mein Abhi Yun to Kya Kya Na Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet