• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Faqat Chand Lamhe

Faqat Chand Lamhe

nida-fazli

bahut der hai

bas ke aane men

aao

kahin paas ki lawn par baith jaaen

chatakhta hai meri bhi rag rag men suraj

bahut der se tum bhi chup chup khadi ho

na main tum se vaqif

na tum mujh se vaqif

nai saari baten nae saare qisse

chamakte hue lafz chamakte lahje

faqat chand ghadiyan

faqat chand lamhe

na main apne dukh-dard ki baat chhedun

na tum apne ghar ki kahani sunao

main mausam banun

tum fazaen jagao

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jagmag Jagmag Uski Aankhen Mera Sina Julta Tha

Nahin Hai Are Ye Baghawat Nahin Hai

abid-wadood

Phata Hua Jo Gareban dikhai deta Hai

Apnon Ke Karam Se Ya Qaza Se

Ameer Khasro

Hazrat-Khwaja Sang Kheliye dhamal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet