• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Manzil Ke KHwab Dekhte Hain Panw kaT Ke

Manzil Ke KHwab Dekhte Hain Panw kaT Ke

manzil ke ḳhvab dekhte hain paanv kaaT ke

kya sada-dil ye log hain ghar ke na ghaaT ke

ab apne ansuon men hain Duube hue tamam

aa.e the apne ḳhuun ka dariya jo paaT ke

shahr-e-vafa men haqq-e-namak yuun ada hua

mahfil men hain lage hue paivand TaaT ke

khinchti thi jin ke ḳhauf se sadd-e-sikandari

so.e nahin hain aaj vo divar chaaT ke

ab to darindagi ki naash bhi husn hai

divar par sajate hain sar kaaT kaaT ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Samjhao Dariya Ki Rawani kaTti Hai

Gulon Ko Shoala Mizaji Sikhai Jati Hai

humaira-rahat

Aankhon Se Kisi Khwab Ko Bahar Nahin dekha

mardan-ali-khan-rana

Jis Ko Sab Kahte Hain Samundar Hai

Kheton Ke Beach Phul Ke Bistar Ke Aas-Pas

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet