• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Zindagi Ke Hazaron Azab Jhel Gaya

Main Zindagi Ke Hazaron Azab Jhel Gaya

main zindagi ke hazaron azaab jhel gaya

azaab kya hain main kitne hi ḳhvab jhel gaya

ye pyaas dhuup safar dasht aur main tanha

ghanim vaqt ka ik ik hisab jhel gaya

main apne aap se mil kar bahut pasheman huun

bichhaḌte rahne ka paiham azaab jhel gaya

ufuq ufuq vo magar mehr-o-mah uchhale hai

main zaḳhm zaḳhm ka.i aftab jhel gaya

vo ik sada thi ki sadiyon ki guunj thi mujh men

us ek lamhe men kya inqalab jhel gaya

ukhaḌ hi ja.ega ab sa.iban-e-roz-o-shab

‘shamim’ bojh to zor-e-tanab jhel gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aap Aate to Baat Banti Bhi

Ba-Wafa Koi Koi Hota Hai

bashir-badr

Mere Sine Par Wo Sar Rakkhe Hue Sota Raha

poet

Dhal Gai Raat Kahkashan Phir Bhi

Tum Hamein Ek Din Dasht Mein chhoD Kar Chal Diye the Tumhein Kya KHabar Ya aKHi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet