• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr-E-Na-Pursan Mein Kuchh Apna Pata Milta Nahin

Shahr-E-Na-Pursan Mein Kuchh Apna Pata Milta Nahin

shahr-e-na-pursan men kuchh apna pata milta nahin

bam-o-dar raushan hain lekin rasta milta nahin

fasl-e-gul aisi ki arzan ho ga.e kaghaz ke phuul

ab koi gul-pairahan zarrin-qaba milta nahin

ashna chehron se rang-e-ashna.i uḌ gaya

ham-zaban ab ḳhushk patton ke siva milta nahin

ek sannaTa hai shabnam se shua-e-nur tak

ab koi anchal pas-e-mauj-e-saba milta nahin

hakimon ne shahr ke andar fasilen khinch diin

din men bhi ab koi darvaza khula milta nahin

itne be-parva irade itne be-taufiq gham

haath uThte hain magar harf-e-dua milta nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Tu Jo Aabaad Hai Ai dost Mere dil Ke Qarib

Shoale Baras Rahe Hain Lab-E-Juebar Se

Ye Zindagi Hai Ki Aaseb Ka Safar Hai Miyan

Agar Dasht-E-Talab Se Dasht-E-Imkani Mein Aa Jate

pirzada-qasim

Zindagi Ne Jhele Hain Sab Azab duniya Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet