• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mera Khwab-Gah-E-dilbar Hai

dil Mera Khwab-Gah-E-dilbar Hai

poet

dil mira khvab-gah-e-dilbar hai

bas yahi ek sone ka ghar hai

zulfen munh par hain munh hai zulfon men

raat bhar subh shaam din bhar hai

chashm-e-insaf se nazara kar

ek qatra yahan samundar hai

bahut iiza uthai furqat ki

ab nahin ikhtiyar dil par hai

dekh kar chand sa tumhara munh

aina meri tarah shashdar hai

dil milaun main kya tire dil se

ek shisha hai ek patthar hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekhta Hun Tujhko Aksar Ai Samundar Ai Samundar

nasir-kazmi

Bane-Banae Hue Raston Pe Ja Nikle

Husn Ki Wo Suraten KHwab-E-Pareshan Ho Gain

Wasl Ke Lamhe Kahani Ho Gae

poet

Khurshid-Ru Ke Mahr Ki Jis Par Nigah Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet