• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shahr-Ashob Likhun Shahr-E-Tamanna Likkhun

Shahr-Ashob Likhun Shahr-E-Tamanna Likkhun

shahr-ashob likhun shahr-e-tamanna likkhun

ai dayar-e-gham-e-janan men tujhe kya likhun

nisbaten saari adhuri hain to rishta kaisa

ban ke vo mauj uThe ḳhud ko main dariya likkhun

be-hisi itni ki main ḳhud se bhi begana rahun

dard itna hai ki beganon ko apna likkhun

husn ke ruup hain itne ki qalam hairan hai

ishq men Duub hi ja.un use yakta likkhun

apne ghar ki na.i tariḳh ke auraq pe ab

kahin dimak kahin makḌi kahin jaala likkhun

ik nazar samne divar pe chaspan kar ke

apna anjam paḌhun us ka sarapa likhun

umr-bhar ek hi tasvir bana.i main ne

apni avara-mizaji pe ‘ziya’ kya likkhun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Haqiqat Mein Wahi Ek shaKHs Hai Duniya Mein Farzana

Zamane Kei Tarah Hamdam Na Hona

iffat-zarrin poetess

Khwab Aankhon Se Zaban Se Har Kahani Le Gaya

Wo shaKHs Jo Rakhta Hai Jamal Aur Tarah Ka

Chup Rahoge to Zamana Is Se Bad-Tar Aaega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet