• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Shaeri Jhut Sahi Ishq Fasana Hi Sahi

Shaeri Jhut Sahi Ishq Fasana Hi Sahi

sameena-raja

shaeri jhuut sahi ishq fasana hi sahi

zinda rahne ke liye koi bahana hi sahi

khaak ki lauh pe likkha to gaya naam mira

asl maqsud tira mujh ko mitana hi sahi

khvab-e-uryan to isi tarah tar-o-taza hai

haan miri niind ka malbus purana hi sahi

ek udte hue sayyare ke pichhe pichhe

koi imkan koi shauq ravana hi sahi

kya karen aankh agar us se siva chahti hai

ye jahan-e-guzaran aina-khana hi sahi

dil ka farman sar-e-dast utha rakhte hain

khair kuchh roz ko takmil-e-zamana hi sahi

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wajud-E-KHak Se Bahar Nikal Dega Wo

poet

Yunhi Kufr Har Subh Har Sham Hoga

Hum Apni Fikr Ka Chehra Badal Ke Dekhte Hain

poet

Gareban-Chaak Majnun Ban Se Nikla

aziz-bano-darab-wafa

Pada Hai Zindagi Ke Is Safar Se Sabiqa Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet