• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab Thi Be-Khwab Ek Aarzu der Tak

Shab Thi Be-Khwab Ek Aarzu der Tak

ambareen-haseeb-ambar

shab thi be-khvab ik aarzu der tak

shahr-e-dil men phiri ku-ba-ku der tak

chandni se tasavvur ka dar va hua

tum se hoti rahi guftugu der tak

jaag utthe the qurbat ke mausam tamam

phir saji mahfil-e-rang-o-bu der tak

dafatan uth gai hain nigahen miri

aaj baithe raho ru-ba-ru der tak

tum ne kis kaifiyat men mukhatab kiya

kaif deta raha lafz-e-‘tu’ der tak

dil ke saada ufuq par tumhi se rahe

rang-e-qaus-o-quzah char-su der tak

rat-jage men raha khvab ka vo saman

kaifiyat thi vahi hu-ba-hu der tak

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Na Wo shaKH Hai Na Patthar Hai

seema-ghazal

Shikayat

Gulshan Ka Sana-KHwan Hun Bayaban Mein paDa Hun

Ab Ye Hangama-E-Duniya Nahin Dekha Jata

Is Shahr-E-KHuftgan Mein Koi to Azan De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet