• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaman Ka Haal Sunao Ki Raat Kat Jae

Chaman Ka Haal Sunao Ki Raat Kat Jae

poet

chaman ka haal sunao ki raat kat jaae

tamam raat rulao ki raat kat jaae

junun o aql shanasa darida-dil logo

kuchh apni apni sunao ki raat kat jaae

taras gai hain nigahen kiran kiran ke liye

koi sahar ko batao ki raat kat jaae

bichhadne valon ki vo bolti hui anhken

mujhe na yaad dilao ki raat kat jaae

andhera raat ka jaane ho khatm kab ‘uzma’

sahar ka khvab dikhao ki raat kat jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Agar Gul Mein Pyare Teri Bu Na Howe

abdullah-javed

duniya Ne Jab daraya To darne Mein Lag Gaya

allama-iqbal

Shikwa

Ye Aag Mohabbat Ki Bujhae Na Bujhe Hai

Ye Nim-Baz Teri ankhDiyon Ke maiKHane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet