• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Gae Janam Ki Sada

Gae Janam Ki Sada

parveen-shakir

vo ek ladki

ki jis se shayad main ek pal bhi nahin mili huun

main us ke chehre ko janti huun

ki us ka chehra

tumhari nazmon tumhari giton ki chilmanon se ubhar raha hai

yaqin jaano

mujhe ye chehra tumhare apne vajud se bhi aziz-tar hai

ki us ki aankhon men

chahaton ke vahi samundar chhupe hain

jo meri apni aankhon men maujzan hain

vo tum ko ik devta bana kar miri tarah pujti rahi hai

us ek ladki ka jism

khud mera hi badan hai

vo ek ladki

jo mere apne gae janam ki madhur sada hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Subut Bahe Ja Rahe Hain Pani Mein

Jo KHayal Aaya Tumhaari Yaad Mein Dhalta Raha

poet

Hamari Kawish-E-Sher-O-suKHan Be-Kar Jati Hai

tanveer-anjum

Chhoti Si Khidki Hai

aleena-itrat

Sare Mausam Badal Gae Shayad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet