• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab-E-Wada Hai Tu Hai Aur Main Hun

Shab-E-Wada Hai Tu Hai Aur Main Hun

shab-e-va.ada hai tu hai aur main huun

hujum-e-arzu hai aur main huun

dil-e-begana-ḳhu hai aur main huun

baghal men ik adu hai aur main huun

miTata hi raha jis ko muqaddar

vo meri aarzu hai aur main huun

pareshan-ḳhatiri kahti hai apni

kisi ki justuju hai aur main huun

shab-e-tanha.i-e-furqat men dil se

kuchh us ki guftugu hai aur main huun

gulistan-e-jahan hai qabil-e-sair

tilism-e-rang-o-bu hai aur main huun

nigah-e-lutf-e-dilbar ka hai iz.har

phaTe dil ka rafu hai aur main huun

kahin chhoḌa agar qatil ka daman

tu phir mera lahu hai aur main huun

‘jalal’ us ko banaya us ne dushman

qayamat men adu hai aur main huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

pahaDon Ko Bichha Dete Kahin Khai Nahin Milti

zafar-iqbal

Abhi Aankhen Khuli Hain Aur Kya Kya dekhne Ko

poet

Ye Kyon Kahun Ki Unhen Haal-E-Dil Suna Na Saka

poet

Manzil-E-Be-Nishan Se Kya Hasil

gulzar

Phul Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet