• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kajal Bhara Hai Nain Mein Aur Munh Mein Pan Bhi

Kajal Bhara Hai Nain Mein Aur Munh Mein Pan Bhi

kajal bhara hai nain men aur munh men paan bhi

milta nahin hai ruup ka lekin nishan bhi

ab kya kahen vo jhankne vaale nahin rahe

naTkhaT gali vahi hai aur banka makan bhi

dil ki purani bansuri le kar kahin chalen

tarkash ke saath toḌ den tir-o-kaman bhi

is tang-dil se shahr men kya soch ke base

angan gaya tha saath men khoya hai lawn bhi

jangal ke basiyon ke sabhi jaal kaaT den

phenke uḌa ke andhiyan unche machan bhi

chhoTe se dil ka aur tha ik paanv tisra

dene ko de diye the use do-jahan bhi

in ki ghazal ka kya kahen jaadu charagh hai

rahne ko ye makan hai ghar ki dukan bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mayus Khud-Ba-Khud dil-E-Ummid-War Hai

Shagufta Bachchon Ka Chehra Dikhai Dene Lage

nazeer-akbarabadi

Pas Uske Gae Sipar Jo Hum Kar Sina

waseem-barelvi

diwane Ki Jannat

Tujhko Pane Ke Liye KHak-E-Tamanna Ho Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet