• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Koi Aawaz Nahin

Koi Aawaz Nahin

tanveer-anjum

gard hamare gharon tak phail gai

us mausam men koi barish nahin

ham ne badal ke akhiri tukde ko guzar jaane diya

ab vo mere na-farman bete ki tarah

vapas nahin aaega

Not a Sound

dushmani hamare dilon tak phail gai

us raat men koi karamat nahin

ham ne paani ko kichad men mil jaane diya

ab vo budhe ki khoi hui binai ki tarah vapas nahin aaega

maut hamare jismon tak phail gai

in galiyon men koi avaz nahin

ham ne khuun ko sadkon par bah jaane diya

ab vo mere bichhde hue khuda ki tarah

vapas nahin aaega

dust has spread through our homes

there’s no rain in this season

we let the last bit of torn cloud pass away

now

like my disobedient son

it won’t come back

Hatred has spread through our hearts

there’s no miracle in the night

we let the water run into the mud

now

like an old man’s lost vision

it won’t come back

death has spread through our bodies

there’s no sound in these lanes

we let blood run in the streets

now

like my lost god

it won’t come back

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Humne to Justuju Ko Bhi Hai Muddaa Kiya

Ai Ahl-E-Nazar Soz Hamin Saz Hamin Hain

Jin Ke Panw Bhi Nahin Hain Un Ko Sar Kahte Hain Log

Aap Nahaq Malal Karte Hain

ismail-merathi

Garmi Ka Mausam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet