• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hausla Imtihan Se Nikla

Hausla Imtihan Se Nikla

hausla imtihan se nikla

jaan ka kaam jaan se nikla

dard-e-dil un ke kaan tak pahuncha

baat ban kar zaban se nikla

bevafa.i men vo zamin vaala

haath bhar asman se nikla

harf-e-matlab faqat kaha na gaya

varna sab kuchh zaban se nikla

kuchh ki kuchh kaun sunne vaala tha

kuchh ka kuchh kyuun zaban se nikla

ik sitam miT gaya to aur hua

asman asman se nikla

jis se bachta tha main dam-e-iz.har

vahi pahlu bayan se nikla

vo bhi arman kya jo ai ‘muztar’

dil men rah kar zaban se nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaun Si shaKH Ka Patta Tha Hara Bhul Gaya

Mera Dard-E-Dil Hai Rawan-Dawan Mera zaKHm-E-Dil Bhi Gulab Hai

poet

Hamrah Uske Subh Chale Sham Bhi Chale

a-g-josh

Sar-E-Rahe Kabhi-Kabhaar Sahi

Fasla Rakkho Zara Apni Mudaraaton Ke Bich

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet