• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Koi Kis Tarah Tum Se Sar-Bar Ho

Koi Kis Tarah Tum Se Sar-Bar Ho

poet

koi kis tarah tum se sar-bar ho

saḳht be-rahm ho sitamgar ho

uTh gaya ham se go mukaddar ho

ḳhush rahe vo jahan ho jidhar ho

tevri chaḌh rahi hai ye bhaun par

kya hai kyuun kis liye mukaddar ho

kya shitabi hi aise ja.ega

ḳhushk to ho araq abhi tar ho

jaan khaa.i hai naseho ne miri

samne in ke to Tuk aa kar ho

liije hazir hai chiiz kya hai dil

ghussa is vaste jo mujh par ho

yaad men us ki ghar se nikla huun

saḳht be-iḳhtiyar-o-muztar ho

us se ‘bedar’ baat to ma.alum

dekhna bhi kahin mayassar ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

darakht-E-Zard

Isi Liye to Haar Ka Hua Nahin Malal Tak

Aankhon Par Palkon Ka Bojh Nahin Hota

poet

Jab Kaho Kyun Ho Khafa Kya Bais

Ai Aasman Karam Itna Zamin Par Kar De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet