• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hasrat Hai Tujhe Samne Baithe Kabhi dekhun

Hasrat Hai Tujhe Samne Baithe Kabhi dekhun

kishwar-naheed

hasrat hai tujhe samne baithe kabhi dekhun

main tujh se mukhatib huun tira haal bhi puchhun

dil men hai mulaqat ki khvahish ki dabi aag

mehndi lage hathon ko chhupa kar kahan rakkhun

jis naam se tu ne mujhe bachpan se pukara

ik umr guzarne pe bhi vo naam na bhulun

tu ashk hi ban ke miri ankhon men sama ja

main aina dekhun to tira aks bhi dekhun

puchhun kabhi ghunchon se sitaron se hava se

tujh se hi magar aa ke tira naam na puchhun

jo shakhs ki hai khvab men aane se bhi khaif

aina-dil men use maujud hi dekhun

ai meri tamanna ke sitare tu kahan hai

tu aae to ye jism shab-e-gham ko na saunpun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Sa uTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib

Wo Jo Ham-Rahi Ka Ghurur Tha Wo Sawad-E-Rah Mein Jal-Bujha

Sawan Ki Purwai Ne Kya Dukhti choT Dikhai Hai

afzal-naved

Khumar-e-Shab Mein Zamin Ka Chehra Nikhar Raha Tha

poet

Khuban Jo Pahante Hain Nipat Tang Choliyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet