• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne

Jab Teri Yaad Ke Rangon Se Bana Li Humne

jab tiri yaad ke rangon se bana li ham ne

dil ki divar pe tasvir saja li ham ne

us ke asbab se nikla hai pareshan kaghaz

baat itni thi magar ḳhuub uchhali ham ne

tum se milne ko sitaron men bhi halchal dekhi

muddaton ba.ad koi faal nikali ham ne

yunhi auron ke liye laḌne chale aa.e ho

kab koi baat tumhari thi jo Taali ham ne

ab jo gulshan men ḳhizaon ki amal-dari hai

fasl-e-gul ki kabhi buniyad na Daali ham ne

ka.i aansu miri a.ankhon men hi tahlil hue

dil men aa.e to phir ik yaad mana li ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shoara Mein Na Ho Kyun Sher Hamara Uncha

uTha Shoala Sa Qalb-E-Na-Tawan Se

poet

Hum Aaj-Kal Hain Nama-Nawisi Ki Taw Par

Kuchh Batao to Sahi Ab Ke Tamasha Kya Hai

meena-kumari-naz

Udasiyon Ne Meri Aatma Ko Ghera Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet