• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shab-E-Hijr Yun Dil Ko Bahla Rahe Hain

Shab-E-Hijr Yun Dil Ko Bahla Rahe Hain

shab-e-hijr yuun dil ko bahla rahe hain

ki din bhar ki biiti ko dohra rahe hain

mire dil ke TukḌe kiye ja rahe hain

mohabbat ki tashrih farma rahe hain

mira dard ja hi nahin sakta tauba

ḳhuda.i ke da.ave kiye ja rahe hain

hansi aane ki baat hai hans raha huun

mujhe log divana farma rahe hain

ajab shai hai soz-o-gudaz-e-mohabbat

ki dil jalne men bhi maze aa rahe hain

usi bevafa paas phir kuchh umiden

liye ja rahi hain chale ja rahe hain

ziden tauba tauba haTen allah allah

hamin hain jo is dil ko bahla rahe hain

miri raat kyuun kar kaTegi ilahi

mujhe din ko taare nazar aa rahe hain

na aghaz ulfat ka achchha tha ‘manzar’

na anjam achchhe nazar aa rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamari Sada-Dili Thi Tumhaari Baat Nahin

ahmad-adil

Humse To Rah-O-Rasm Hai Aghyar Ki Tarah

akhtar-ansari

Sada Kuchh Aisi Mere Gosh-e-dil Mein Aati Hai

Gham Ki Is Sil Ko Kabhi Bhi Na Samajh Paegi

ahmad-khayal

Ghubar-e-Abr Ban Gaya Kamal Kar diya Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet