• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaun Kahta Hai Ki Nafrat Ko Sada Di Jae

Kaun Kahta Hai Ki Nafrat Ko Sada Di Jae

kaun kahta hai ki nafrat ko sada di jaa.e

aao bas dil men vafa aur baḌha di jaa.e

ham-safar lutf-e-safar aur do-bala hoga

chhanv men dhuup agar thoḌi mila di jaa.e

ab to vahshat miri chahat ki yahi kahti hai

main gunahgar huun to mujh ko saza di jaa.e

abr ḳhushiyon ke bhi barsenge yaqin hai mujh ko

gham ki chadar to mire sar se haTa di jaa.e

main ne asrar aziyyat men hi khulte dekhe

baat chhoTi hai magar sab ko bata di jaa.e

umr phir us ki asiri men guzarun ‘jyoti’

phir se mujh ko vahi azad faza di jaa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bahadur-shah-zafar

dekh dil Ko Mere O Kafir-E-Be-Pir Na Tod

Is Tarah Rasm Mohabbat Ki Ada Hoti Hai

ahmad-ali-barqi-azmi

dekha Tha Jo Bhi Khwab Mein Ab Kya Hai Kuchh Nahin

poet

Agar Dil Ishq Ke Anwar Se Mamur Ho Jae

Apni Hasti miTae Phirta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet