• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / chhoD Kar Bar-E-Sada Wo Be-Sada Ho Jaega

chhoD Kar Bar-E-Sada Wo Be-Sada Ho Jaega

chhoḌ kar bar-e-sada vo be-sada ho ja.ega

vahm tha mera ki patthar a.ina ho ja.ega

main baḌa ma.asum tha mujh ko ḳhabar bilkul na thi

mere chhu lete hi vo mera ḳhuda ho ja.ega

da.era-dar-da.era hai sabz jangal surḳh aag

kab hava jaage ye manzar kab hava ho ja.ega

be-muravvat raston se be-ḳhabar shayad hai vo

phir kahin par mera us ka samna ho ja.ega

saat rangon ki jabin par vo likhega apna naam

jab vo apne rang ka aks ashna ho ja.ega

aftab us raaz se na-ashna shayad nahin

qaid-e-mehvar se kisi din ye riha ho ja.ega

haath men le kar qalam ‘manzur’ ye socha nahin

karobar-e-lafz men kya fa.eda ho ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHayalon Ki Bulandi Zat Ki Khai Se Behtar Hai

Ye Kis Hasin Ne Logon Ko Rok Rakkha Hai

Qurbat-E-Husn Mein Bhi Dard Ke Aasar Mile

Maulana Rumi

Wasf-e-Ishq-1

ismail-merathi

Id-E-Qurban Hai Aaj Ai Ahl-E-Hamam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet