• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sayyad Tumhaare Gham Ki Kisi Ko KHabar Nahin

Sayyad Tumhaare Gham Ki Kisi Ko KHabar Nahin

‘sayyad’ tumhare gham ki kisi ko ḳhabar nahin

ho bhi ḳhabar kisi ko to samjho ḳhabar nahin

maujud ho to kis liye mafqud ho ga.e

kin jangalon men ja ke base ho ḳhabar nahin

itni ḳhabar hai phuul se ḳhushbu juda hui

us ko kahin se DhunDh ke laao ḳhabar nahin

dil men ubal rahe hain vo tufan ki al-aman

chehre pe vo sukun hai maano ḳhabar nahin

dekho to har baghal men hai daftar daba hua

aḳhbar men jo chhapna chaho ḳhabar nahin

nok-e-zaban hain tum ko sharabon ke naam sab

lekin nashe ki bada-parasto ḳhabar nahin

kaghaz zamin-e-shor qalam shaḳh-e-be-samar

kis aarzu pe umr guzaro ḳhabar nahin

‘sayyad’ koi to ḳhvab bhi tasnif kijiye

har baar tum yahi na sunao ḳhabar nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Badli Hui Hai Charkh Ki Raftar Aaj-Kal

poet

Kisi Ki Kisi Ko Mohabbat Nahin Hai

Tilism-E-Lafz-O-Maani Ko Tar Tar Karen

Manzil Hai to Ek Rasta-E-Dushwar Mein Gum Hai

Phir Aapne Dekha Hai Mohabbat Ki Nazar Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet