• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sawan Mein Ghabra Jata Hai

Sawan Mein Ghabra Jata Hai

savan men ghabra jaata hai

dil mera sahra jaata hai

alif samajh men aa jaave to

sab kuchh paḌhna aa jaata hai

barf ka ik ik aansu pi kar

dariya vajd men aa jaata hai

asl safar hai vahan se aage

jahan talak rasta jaata hai

laḌki mele men tanha thi

soch ke dil baiTha jaata hai

jab main jangal ho jaata huun

mor nachne aa jaata hai

shayad us ne dastak sun li

dekho dar khulta jaata hai

niind ke biin bajate hi ‘ashk’

bistar men saanp aa jaata hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Mahakte Hue Jazbaat Ye Ashaar Ke Phul

poet

Abhi Tamam Aainon Mein Zarra Zarra Aab Hai

mushafi-ghulam-hamdani

Bahs Uski Meri Waqt-E-Mulaqat Badh Gai

poet

Pas the Dur Hue Jate Hain

shad-azimabadi

Kisi Ko Kya Khabar Ai Subh Waqt-E-Sham Kya Hoga

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet