• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHushk Patton Ki Tarah shaKHon Se Gir Jate Hain Hum

KHushk Patton Ki Tarah shaKHon Se Gir Jate Hain Hum

ḳhushk patton ki tarah shaḳhon se gir jaate hain ham

vaqt ki gard-e-safar ban ke aḌe jaate hain ham

jaise sadiyon ki siyah-poshi muqaddar ban ga.i

raushni ka naam aate hi pighal jaate hain ham

is qadar raushan nahin thi aaj se pahle ghazal

bhigte lafzon ko sho.alon ki zaban dete hain ham

subah hoti hai to jaise ik haqiqat jaan kar

gum-shuda ḳhvabon ki ta.abiron ko apnate hain ham

ye ghane lamhat ye mauhum avazon ka shor

DhunD le ai sham-e-tanha.i ki kho jaate hain ham

jis tarah ik tifl-e-ḳhvabida ho un ankhon ki yaad

chaunk kar ḳhvabon se ik pal ko sambhal jaate hain ham

zindagi ko ahd-e-mazi ki rivayat jaan kar

saf.ha-e-dauran se tahriren miTa dete hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ahl-E-Dil Ne Ishq Mein Chaha Tha Jaisa Ho Gaya

riyaz-khairabadi

Jo The Hath Mehndi Lagane Ke Qabil

poet

Patthar Nazar Thi Waiz-E-KHana-KHarab Ki

muneer-niyazi

Bechain Bahut Phirna Ghabrae Hue Rahna

shakeel-badayuni

dil Mein Kisi Khalish Ka Guzar Chahta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet