• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sawab Ki duaon Ne Gunah Kar diya Mujhe

Sawab Ki duaon Ne Gunah Kar diya Mujhe

sarwat-zehra

savab ki duaon ne gunah kar diya mujhe

badi ada se vaqt ne tabah kar diya mujhe

munafiqat ke shahr men sazaen harf ko milin

qalam ki raushnai ne siyah kar diya mujhe

mire liye har ik nazar malamaton men dhal gai

na kuchh kiya to hairat-e-nigah kar diya mujhe

khushi jo gham se mil gai to phuul aag ho gae

junun-e-bandagi ne khud-nigah kar diya mujhe

tamam aks tod ke mira saval baant ke

ik aaine ke shahr ki sipah kar diya mujhe

bada karam huzur ka suna gaya na haal bhi

samaaton men dafn ek aah kar diya mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Mein Mahak Rahe Hain Kisi Aarzu Ke Phul

poet

zaKHm to Bahut Aae Phir Bhi Hausla Rakkha

Jati Rut Se Pyar Karoge

Kuchh to Hamare Darmiyan Hai Dil-Lagi Abhi

Bhulata Hun Magar Gham Ki daraKHshani Nahin Jati

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet