• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mujhe Taslim Be-Chun-O-Chura Tu Haq-Ba-Jaanib Tha

Mujhe Taslim Be-Chun-O-Chura Tu Haq-Ba-Jaanib Tha

mujhe taslim be-chun-o-chura tu haq-ba-janib tha

mire anfas par lekin ajab pindar ghalib tha

vagarna jo hua us se siva.e ranj kya hasil

magar haan maslahat ki rau se dekhen to munasib tha

main tere ba.ad jis se bhi mila tikha rakha lahja

ki is be-laus chahat ke evaz itna to vajib tha

main kuchh puchhun bhi to akasr javaban kuchh nahin kahta

guzishta ek arse se jo bas mujh se muḳhatib tha

main umr-e-rafta ki baazi se itna hi samajhta huun

shikast o fat.h do harf-e-izafi khel jalib tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

Sharab-E-Shauq Sen Sarshaar Hain Hum

ahmad-nadeem-qasmi

Baras Ke Chhat Gae Baadal Hawaen Gati Hain

afzal-ahmad-syed

Tum Nind Mein Bahut Khub-Surat Lagti Ho

aamir-suhail

Lahu Ragon Mein Sambhaala Nahin Gaya Mujhse

ahmad-zafar

Usne Toda Jahan Koi Paiman

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet