• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha

Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha

rahat-indori

saath manzil thi magar khauf-o-khatar aisa tha

umr-bhar chalte rahe log safar aisa tha

jab vo aae to main khush bhi hua sharminda bhi

meri taqdir thi aisi mira ghar aisa tha

hifz thiin mujh ko bhi chehron ki kitaben kya kya

dil shikasta tha magar tez nazar aisa tha

aag odhe tha magar baant raha tha saaya

dhuup ke shahr men ik tanha shajar aisa tha

log khud apne charaghon ko bujha kar soe

shahr men tez havaon ka asar aisa tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari

dil Ke Arman dil Ko Chhod Gae

Dil Ke Bhed Ko Pae Kaun

rahat-indori

Na Ham-Safar Na Kisi Ham-Nashin Se Niklega

poet

Khat Ne Aa Kar Ki Hai Shayad Rahm Farmane Ki Arz

siraj-aurangabadi

Bhara Kamal-E-Wafa Sen Khayal Ka Shisha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet