• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ba-Zahir Us Ka Qad Uncha Bahut Hai

Ba-Zahir Us Ka Qad Uncha Bahut Hai

ba-zahir us ka qad uncha bahut hai

magar andar se vo chhoTa bahut hai

jahannum ki zarurat kya hai aḳhir

azabon ko to ye duniya bahut hai

baḌe iḳhlas se milta hai mujh se

mujhe us shaḳhs se ḳhadsha bahut hai

zara sa chhanv thoḌa sa ujala

hamare vaste itna bahut hai

havas ko kam hain asbab-e-do-alam

qana.at ke liye thoḌa bahut hai

tire ash.ar jaise bhi hain ‘rahi’

magar lahja tira tikha bahut hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Na-Mukammal Hain Abhi Takmila-e-Zat Karen

Sachchaiyon Ko Bar-Sar-E-Paikar chhoD Kar

Sharab O Sher Ke Sanche Mein Dhal Ke Aai Hai

seema-sharma-meeruthi

Naqsh Aankhon Mein Utara Jaega

Miyan-E-Kar-E-Duniya Humse Dil Nashad Kya Karte

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet