• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Is Dhup Se Aman Ke Liye

Humne Is Dhup Se Aman Ke Liye

ham ne is dhuup se amaan ke liye

jism taane hain sa.eban ke liye

aankh manzar se ashna hi nahin

lafz DhunDe hain phir zaban ke liye

mujh pe phenke ga.e the jo patthar

main ne rakkhe hain vo makan ke liye

ḳhud-farebi to ab nahin mumkin

ḳhvab dekhe hain bas jahan ke liye

ham jo bheje ga.e hain duniya men

ek ta.ana hain asman ke liye

koi ḳhvahish adhuri rah jaa.e

koi hiila ho ab fughan ke liye

jin ki manzil unhen mayassar ho

vo nikalte hain phir kahan ke liye

ham udasi ki ik shabih hain ab

isti.ara hain ham ḳhizan ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil Ko Gham Ras Hai Yun Gul Ko Saba Ho Jaise

aaKHiri Ab KHatm Hone Ko Hai Bab-E-Zindagi

Koi to Baat Hogi Tumhaari Nigah Mein

Har Aaine Mein Badan Apna Be-Libas Hua

Aankh Ke Goshe Ho Kar Nam Aabaad Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet