• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sath-Biin the Sab, Rahe Bahar Ki Kai Dekhte

Sath-Biin the Sab, Rahe Bahar Ki Kai Dekhte

sat.h-biin the sab, rahe bahar ki kaa.i dekhte

log kaise mere andar ki safa.i dekhte

us se milne ka nishan tak bhi nazar aata nahin

ek muddat ho ga.i rah-e-juda.i dekhte

ham to apni vus.at-e-dil se bhi koson duur the

tere dil tak kis tarah apni rasa.i dekhte

aap hi thak-har kar apne ko behis kar liya

zindagi kab tak tiri be-e’tina.i dekhte

yuun na kho jaate faza-e-yas men duniya ke saath

kaash apna hi lab-o-lahja raja.i dekhte

dil ki majburi se baḌh kar koi majburi na thi

ham bhi kuchh karte agar ḳhud se riha.i dekhte

kaash dharti par gira ḳhuun rang le aata ‘riyaz’

jite-ji ham apni faslon ki kaTa.i dekhte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nikal Zat Se Bahar Nikal Tanhai

Dost Ban Kar Doston Ki Bewafai Dekhiye

Abhi Maujud Thi Lekin Abhi Gum Ho Gai Hai

ahmad-zafar

Phul Ki Rangat Maine dekhi dard Ki Rangat dekhe Kaun

poet

Tarwar Khinch Hum Ko Dikhate Ho Jab Na Tab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet