• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sare Lahje Tere Be-Zaman Ek Main

Sare Lahje Tere Be-Zaman Ek Main

saare lahje tire be-zaman ek main

is bhare shahr men ra.egan ek main

vasl ke shahr ki raushni ek tu

hijr ke dasht men karvan ek main

bijliyon se bhari barishen zor par

apni basti men kachcha makan ek main

hasraton se aTe asman ke tale

jalti-bujhti hui kahkashan ek main

mujh ko farigh dinon ki amanat samajh

bhuli-bisri hui dastan ek main

raunaqen shor mele jhamele tire

apni tanha.i ka raz-dan ek main

ek main apni hi zindagi ka bharam

apni hi maut par nauha-ḳhvan ek main

us taraf sang-bari har ik baam se

is taraf a.inon ki dukan ek main

vo nahin hai to ‘mohsin’ ye mat sochna

ab bhaTakta phirunga kahan ek main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab Ise Kya Kare Koi Aankhon Mein Raushni Nahin

Zinat-E-Shahr-E-Wafa Ku-E-Butan Hain Kuchh Log

poet

Sip Mutthi Mein Hai Aafaq Bhi Ho Sakta Hai

aisha-ayyub

Mohabbaton Ka Jo Sar Par Wabaal Rakkha Hai

Raat Parde Se Zara Munh Jo Kisu Ka Nikla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet