• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sar Pe Suraj Hai Kahin Saya-E-Diwar Nahin

Sar Pe Suraj Hai Kahin Saya-E-Diwar Nahin

sar pe suraj hai kahin saya-e-divar nahin

ek phaila hua sahra hai koi yaar nahin

jab se dekhi hai tiri surat-e-zeba ham ne

did-e-gul ke bhi zamane men gunahgar nahin

jab na bikte the to har shaḳhs ḳharidar mila

ab jo bazar men aa.e to ḳharidar nahin

shab ki tariki men chup-chap mujhe qatl karo

dosto sar mira shayan-e-sar-e-dar nahin

kyuun na taron ki ziya hi men ho aghaz-e-safar

sub.h hone ke to ‘arif’ koi asar nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Log Kyun Humse Shikayat Ki Tawaqqo Rakhen

Aariz-E-Shama Pe Nind Aa Gai Parwanon Ko

Jo Gham Mein Jalte Rahe Umr-Bhar Diya Ban Kar

Faiz Pahunche Hain Jo Bahaaron Se

abroo-shah-mubarak

Jal Mein Jis Ke Shauq Aai Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet