• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sar Par Sat Aakash Zamin Par Sat Samundar Bikhre Hain

Sar Par Sat Aakash Zamin Par Sat Samundar Bikhre Hain

rahat-indori

sar par saat akash zamin par saat samundar bikhre hain

ankhen chhoti pad jaati hain itne manzar bikhre hain

zinda rahna khel nahin hai is abad kharabe men

vo bhi aksar tuut gaya hai ham bhi aksar bikhre hain

us basti ke logon se jab baten kiin to ye jaana

duniya bhar ko jodne vaale andar andar bikhre hain

in raton se apna rishta jaane kaisa rishta hai

ninden kamron men jaagi hain khvab chhaton par bikhre hain

angan ke maasum shajar ne ek kahani likkhi hai

itne phal shakhon pe nahin the jitne patthar bikhre hain

saari dharti saare mausam ek hi jaise lagte hain

ankhon ankhon qaid hue the manzar manzar bikhre hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dawa Karte Karte Dua Karte Karte

Aankhen De Aaina De

malika-naseem

Agar Chahun Jhatak Kar Tod dun Zanjir-E-Tanhai

Sufi

Kya Kya dhare Ajube Hain Shahr-e-Khayal Mein

poet

Le Chuko Dil Jo Nigah Ko to Ye Dushwar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet