• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hayat-O-Maut Ka Ek Silsila Hai

Hayat-O-Maut Ka Ek Silsila Hai

hayat-o-maut ka ik silsila hai

mohabbat intiha tak ibtida hai

main kya janun ki bab-e-tauba kya hai

abhi to mai-kade ka dar khula hai

zara phir dil pe nazren Daal diije

charagh-e-arzu ḳhamosh sa hai

ata kar di tumhari aarzu ne

vo ik duniya jo duniya se juda hai

hasin hon laakh duniya ke manazir

vo kya dekhe jo tum ko dekhta hai

nazar ke saath nazzara bhi gum hai

dil-e-muztar ye kis ka samna hai

mire dil ko na rakh be-rang saaqi

ki har saghar gulabi ho raha hai

na dozaḳh hai na jannat hai to ‘basit’

mire a.amal-e-gham ka kya sila hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ambarin-salahuddin

Asir-E-Khwab Nai Justuju Ke dar Kholen

ahsan-marahravi

Yahan Baghair-Fughan Shab Basar Nahin Hoti

agha-shayar-qazalbash

Lakh Lakh Ehsan Jis Ne dard Paida Kar diya

Raat Aansu Ko Teri Aankh Mein Dekha Humne

majrooh-sultanpuri

dast-E-Pur-Khun Ko Kaf-E-dast-E-Nigaran Samjhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet