• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sar-E-Taslim Mera KHam Nahin Hone Deta

Sar-E-Taslim Mera KHam Nahin Hone Deta

sar-e-taslim mira ḳham nahin hone deta

vo mira rab mujhe barham nahin hone deta

ghaib se aaj bhi karta hai hifazat meri

sar nigun vo mira parcham nahin hone deta

jab bhi milta hai mujhe zaḳhm naya deta hai

vo mulaqat ko marham nahin hone deta

sher kahne ka vo andaz mila hai mujh ko

josh-e-mahfil mujhe maddham nahin hone deta

ab to darbar men bhi zikr hamara hai ‘suhaib’

kya ajab shaḳhs hai sar ḳham nahin hone deta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dekh Us Pari Se Kijiye Kya Ab To Ja Lagi

Humne Dil Se Tujhe Sada Mana

obaidullah-aleem

Ab To Firaq-E-Subh Mein Bujhne Lagi Hayat

Ek Be-Nam Sa Dar Sine Mein Aa baiTha Hai

naz-butt

Pure Chand Ki Raat Ka Jadu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet