• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sapera

Sapera

muneer-niyazi

main huun ek ajiib sapera

naag palna kaam hai mera

piile piile kaale kaale

rang birange dhabbon vaale

shoalon si fankaron vaale

zahrili mahkaron vaale

un ki ankhen tez nashili

gahri jhilon aisi niili

nae lahu se laal zabanen

jaise maut ki rangin tanen

makhmal ke rumalon jaise

surkh gulabi galon jaise

mujh ko takte rahte hain ye

mujh ko daste rahte hain ye

mujh pe hanste rahte hain ye

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shuur-E-Tishnagi Ko Aam Kar Do

TuTe Hain Aainon Ki Tarah Bar Bar Hum

Hum Tum Ki Roz-O-Shab Mile Sham-O-Sahar Mile

Nadi Ko Rok Saki to Dhalan Bandhungi

Mere Liye to Ye Bekar Hone Wala Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet