• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sanam Ke KHayalon Mein Yun Kho Gaya Hun

Sanam Ke KHayalon Mein Yun Kho Gaya Hun

sanam ke ḳhayalon men yuun kho gaya huun

ki main ek patthar ka but ho gaya huun

nahin dho saka daagh jo ganga-jal bhi

use apne ashkon se main dho gaya huun

baja.e shajar ugte hain sirf patthar

main zarḳhez dharti men kya bo gaya huun

nahin aanch aa.egi apni ana par

bulaya tha us ne tabhi to gaya huun

karoge mujhe dafn to yuun lagega

ki main maan ki godi men hi so gaya huun

vaz.a-dari ka paas tha jo chaman men

main kaliyon ka sar chumne ko gaya huun

mujhe faḳhr hai ‘panchhi’ bazm-e-suḳhan men

gaya huun ba-surat ghazal-go gaya huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Zamin KHwab Hai Aasman KHwab Hai

akbar-hyderabadi

Badan Se Rishta-e-Jaan Motabar Na Tha Mera

Wafa Kya Kar Nahin Sakte Hain Wo Lekin Nahin Karte

poet

Mohabbat Zindagi Ki Ek kaDi Hai

poet

Is Qadar Hawadis Hain Rasta Nahin Milta

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet