• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Myan Kya Ho Gar Abru-E-Khamdar Ko dekha

Myan Kya Ho Gar Abru-E-Khamdar Ko dekha

poet

myaan kya ho gar abru-e-khamdar ko dekha

kyuun meri taraf dekh ke talvar ko dekha

ankhen miri phuten tiri aankhon ke baghair aah

gar main ne kabhi nargis-e-bimar ko dekha

dekhe na mire ashk-e-musalsal kabhi tum ne

apni hi sada motiyon ke haar ko dekha

itvar ko aana tira maalum ki ik umr

be-pir tire ham ne hi atvar ko dekha

dekha na kabhu kucha-e-dildar ko rangin

bas ham ne bhi is dida-e-khun-bar ko dekha

us men bhi dar-andazon ne sau rakhne nikale

‘ehsan’ ne jo us rakhna-e-divar ko dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

dil Gham-e-Ishq Ke Izhaar Se Katraata Hai

Ashk Ko Aankh Ki Dahliz Pe Laya Na Karo

Thami Hui Hai Kahkashan Apne Hath Se

Koi Bhi Shahr Mein Khul Kar Na Baghal-Gir Hua

Kaun Sa Main Jawaz Dun Surat-E-Haal Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet