• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sambhal Ke Rahiyega Ghusse Mein Chal Rahi Hai Hawa

Sambhal Ke Rahiyega Ghusse Mein Chal Rahi Hai Hawa

sambhal ke rahiyega ghusse men chal rahi hai hava

mizaj garm hai mausam badal rahi hai hava

vo jaam barf se labrez hai magar us se

lipaT lipaT ke musalsal pighal rahi hai hava

idhar to dhuup hai bandish men aur chhaton pe udhar

libas barf ka pahne Tahal rahi hai hava

bujha rahi hai charaghon ko vaqt se pahle

na jaane kis ke isharon pe chal rahi hai hava

jo dil pe haath rakhoge to jaan jaoge

machal rahi hai barabar machal rahi hai hava

main kah raha huun hava hai to jal rahe hain charagh

vo kah rahe hain charaghon se jal rahi hai hava

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bajan Mit Pichhoda Jis Kun Howe

Nahin Rahoge to Kuchh Nibhana Nahin paDega

poet

Bas Hi Hamein Yak Nazar Misl-E-Sharar Dekhna

adeem-hashmi

Kisi Jhuti Wafa Se dil Ko Bahlana Nahin Aata

insha-allah-khan-insha

dil-E-Sitam-Zada Betabiyon Ne Lut Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet